Honorable Iftikhar Muhammad Chudhri Chief Justice of Supreme Court Pakistan Islamabad
Allah Pak na is dunia ma har insan ko aak khas maksad ka leya is dunia ma bhaja ha or Allah Pak na aap ko is khas kursi par bithaya ha apna khas banda bana kar or jis tarhan sa Allah Pak apna khas bandun ko paghamber islam bana kar bhajtaa tha or in ko aak khas himmat or qowat data tha taka wo Allah ka batai howa ahkam is ka bandun tak pohcha saka isse tarhan aap ko bhi Allah Pak na bohat himmat or takat atta ki ha jis tarhan aap na or aap ka sathiyun na haq ki khatir hukumrano sa jang ki jahaad kiya or Allah Pak Quran-a-Pak ma farmata ha (Allah Pak kisi ka acha amal ko zaya nahi karta chaha wo oorat ho ya mard). Or janab Justice Sahib jab hashar ka madan ho ga to Allah Pak apna bandun sa daryaft karaga us khas kam ka baraa ma jis ka leya us na banda ko dunia ma bhaja to janab mulk ka bohat sa dosaraa mazlumon ki tarhan Allah Pak hamara bara ma bhi sawal kara ga to khudaran janab insaf ki juld az juld farhami ka leya apna kam ko aap or taz kardan or hamara walid jis tarhan sa 15 salon sa apna haq ka leya apna halal rizk ko hasil karna ka leya lar raha tha jahad kar raha tha hamari mulk ki I-S-I sa jin 1. I-S-I Det Mithi 2. I-S-I Det Badin Sindh ki construction ki thi. Or una construction kiya 15 sal ho gay lakin una abhi tak due payment nahi mili construction ki. Janab Allah Pak farmataa han mazdorr ki rozi us ka pasina khushk ho na sa pahla aada kardo. Un ka pasina khushk huwa 15 sal ho gay lakin rozi abhi tak hasil nahi huwi or wo apni jan har gay or un ka heart fal ho gaya janab jis insan ki heart surgery huwi ho kam umri ma or un ka dil sa duran opration parakardium utar di gay ho parakardium ka bagar dil bohat kamzor hota ha wo sadmat ko bohat mushkil sa bardasht kar pata ha lakin hamara walid bohat strong minded tha jo apni tamam umar ki poungi lutna ka bad bhi usa paana ki jadojahad ma laga raha Pakistan ma bhi or Pakistan sa bahar bhi apna haq ka leya aawaz utha ta raha lakin tahal kuch nahi huwa hamara mulk ki I-S-I jis ko Establish karta waqt Zir-ul-Haq marhom na kaha tha PORA PAKISTAN SOOWA GA OR I-S-I JAGA GI lakin is waqt kya ho raha ha I-S-I aaram sa constructions karwa kar un buildings ma chan ki nind soo raha han or hum jag raha han or parashan ho raha han na hamara pas koi makol rozgar ha pasoun ki na hona ki waja sa chota bahan bhi par raha han un ka akhrajat or bohat kuch janab ab kya ho ga walid sahib apni zindagi ma karz pa karz la kar ghar ko chalata raha bachoun ki fees adaa karta raha lakin ab to walid sahib bhi Allah ko piyara ho gaya han janab ab aak taraf ghar ki fikar or dosari taraf walid sahab ka karzon ki fiqar khi ja rahi ha ka kya Allah Pak in ka karzon ko aada kiya baghar in ko maf kara ga kya jo shaks dunia ma zalimun ki waja sa parashan raha ho wo aaga apna karzon ki waja sa parashan raha ga nahi hum aasa nahi hona dan ga janab hum pur aazm han apna walid ka sar sa karzon ka booj utarna ka leya apna haq hasil karna ka leya hama bhi apni zindagi jadojahad ma ghuzarni para gi to hum ghuza ran ga or apna haq hasil kar ka rahan ga.
Janab Allah Pak ka bad aap ka hath ma insaf ha or Allah Pak aap ko bohat acha insaf karna ki tofiq atta farmain or aap ko jazia khar atta farmain Aamin.
1 comments:

Allah hafiz
Family Of Late Dr. Shamsher Ali Khan
Sch No 2 Satellite Town Mirpurkhas Sindh.
Post a Comment